Indian Film History

Gum Hoon Lyrics

From Bhaagte Raho (2018)

Duration
4:05
Gum hoon! Teri yaadon mein kahin gum hoon Main kyun abhi bhi chup hoon Kaise bin kahe bataoon gum hoon Teri yaadon mein kahin gum hoon Main kyun abhi bhi chup hoon Kaise bin kahe bataun… Iss dil ka kiya karun Teri yaadon mein jiyun Teri yaadon mein jiyun… Jab se mila hun tujhse Ho gaya hun door khud se Aashiyaana ho tujhme hi kahin… Han duaa! Jab se huya hun tumhara Rab se bhi maangu sahara Yeh saath tera na chhute kahin… Hai duaa! hhmm… Teri yaadon mein kahin gum hoon Main kyun abhi bhi chup hoon Kaise bin kahe bataun… Kaisi yeh majburiyan hai Na jaane kyun dooriyan hai Anjaane ho phir bhi meri… Ilteja! khudgarz toh yeh jahaan hai Ab saath deta kahan hai Yeh la karke tujhse adhura kar gaya Hhmm… Teri yaadon mein kahin gum hoon Main kyun abhi bhi chup hoon Kaise bin kahe bataun gum hoon Teri yaadon mein kahin gum hoon Main kyun abhi bhi chup hoon Kaise bin kahe bataun…
Gum Hoon Lyrics - Bhaagte Raho (2018) | Indian Film History