Jai Jai Lakshmi Mata Jai Mata Lyrics | Bhagwan Samaye Sansar Main

                        
                        jai jai lakshmi mata jai mata jai mata jai mata
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata jai mata
tu sun le tu sun le tu sun le meri pukar meri pukar
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata

aadi bhwavti maa tune hi aadhe jag ko janam diya hai
aadi bhwavti maa tune hi aadhe jag ko janam diya hai
tu savitari tu gori tu hi vishnu priya hai
o jyoti mayi tere roop kai lila teri lila
teri lila apram par apram par mata
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata

hey jagdambe tu hi sabhi ka soya bhag jagaye
ban ke khaivaya nav sabhi ki tu hi par lagaye
jo dukho me pale nit phule phale jo paye jo paye
jo paye tera pyar tera pyar
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata

teri daya se pal me bante bigade kam sabhi ke
tu ekta hai narayan ki karte kripa usi pe
tera dhyan karu gungan karu
meri puja meri puja kar sawikar
mata jai jai lakshmi mata jai mata jai mata
tu sun le tu sun le tu sun le meri pukar mata
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata
jai mata jai mata jai mata jai mata.