Mai Khush Hu Tujhe Ye Khushi Mil Gayi Lyrics | Bhai Ka Dushman Bhai

                        
                        apne mehboob ke karib hai tu
meri jaa kitni khushnasib hai tu
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
jo chaahi thi wo zindagi mil gayi
jo chaahi thi wo zindagi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi

tera chehra yu hi muskurata rahe
ye mohabbat ki khushboo lutata rahe
tera chehra yu hi muskurata rahe
ye mohabbat ki khushboo lutata rahe
teri aankho me sapne suhaane saje
tere hontho pe dil ke taraane saje
tujhko sapno ki duniya nayi mil gayi
main khush hu
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
jo chaahi thi wo zindagi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi

huyi ho agar humse koi khata kasam hai tujhe ab use bhul ja
huyi ho agar humse koi khata kasam hai tujhe ab use bhul ja
tere ehasan kaise bhulenge hum
teri raho mai ye dil bichhayenge hum
dil ko manjil nayi o dil ko manjil nayi pyar ki mil gayi
main khush hu
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
jo chaahi thi wo zindagi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi

chalte chalte kabhi koi aisa mile
kaise dil chhinale kuch pata na chale
chalte chalte kabhi koi aisa mile
kaise dil chhinale kuch pata na chale
etna pyara hai ye silsila pyar ka
jis pe chhaye vo jane nasha pyar ka
o jo na kam ho vahi bekhudi mil gayi
main khush hu
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi
jo chaahi thi wo zindagi mil gayi
main khush hu tujhe ye khushi mil gayi