nazar ne kah diya
nazar ne kah diya, afsana mere pyar ka
hamesha ankh me, dil rahta hai didar ka
nazar ne kah diya
nazar ne kah diya, afsana mere pyar ka
hamesha ankh me, dil rahta hai didar ka
khule to rz e ishk yu khule
khule to rz e ishk yu khule
kisi bhi gair, ko khabar namile, samjhane wala samjhle
ke ye andaz hai, is bat ke izhar ka
hamesha ankh me, dil rahta hai didar ka
nazar ne kah diya
nazar ne kah diya, afsana mere pyar ka
hamesha ankh me, dil rahta hai didar ka
jabse hua hai, tera ishara
jabse hua hai, tera ishara
bas me nahi hai, dil bhi hamara
bas me nahi hai, dil bhi hamara
kasam gayi kadar tuta gaya
khudi ka etbar tuta gaya, sabar tut agaya
bahar boli ye mauka nahi inkar ka
hamesha ankh me dil rahta hai didar ka
nazar ne kah diya
nazar ne kah diya, afsana mere pyar ka
hamesha ankh me, dil rahta hai didar ka