Indian Film History

Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics

From Bhai Tera Star Hai (2026)

Duration
3:49

Pehli Nazar Mein Tumko Yaara

Apna Maan Liya

Tu Jo Nahi Toh Koch Nahi Hai

Ab Yeh Jaan Liya


Saanse Jal Ne Lagi Rooh Tadap Ne Lagi

Tu Bhi Ruk Sa Gaya Main Bhi Tham Si Gayi

Chaah Raha Hai Yeh Kaisa Nasha


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya

Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga

Tanhai Mein Hum Mile Is Tarah

Baarish Mein Shola Bhadakne Laga


Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi

Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi

Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya

Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga


Thodee Sardee Bhee Hai Thodee Garmee Bhee Hai

Thodee Hai Bebasee Thodee Marjee Bhee Hai

Aise Me Ham Bhala Kya Karen Tu Bata

Jo Bhee Hota Hai Woh Hone De Dil Ruba


Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya

Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga

Tanhai Mein Hum Mile Is Tarah

Baarish Mein Shola Bhadakne Laga


Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi

Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi

Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha...

More songs from Bhai Tera Star Hai

Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics - Bhai Tera Star Hai (2026) | Indian Film History