Indian Film History

Moh Maya Ko Tyag Re Praani Lyrics

From Bhairavi (1996)

Lyricist
Amit Khanna
Duration
5:28
Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani Jeevan hai Jeevan hai bas behta paani Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani Jeevan hai bas behta paani Moh maya ko tyag re praani Jal pe kaahe chitra banaye Jal pe kaahe chitra banaye Ye chhaya toh hai aani jaani Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani Roop ki dhoop toh dhal jaayegi Roop ki dhoop toh dhal jaayegi Mom ye saari pigal jaayegi Mom ye saari pigal jaayegi Sukh dukh hai Sukh dukh hai sab pemaani Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani Ahankaar ka aanchal chhodo Ahankaar ka aanchal chhodo Joothe bandhan saare todo Joothe bandhan saare todo Kehte aaye sadaa hi gyaani Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani Jeevan hai bas behta paani Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani Moh maya ko tyag re praani.

More songs from Bhairavi

Moh Maya Ko Tyag Re Praani Lyrics - Bhairavi (1996) | Indian Film History