Kya Nahin Kiya Lyrics | Bhishma

                        
                        Kya nahi kia kya kia tere pyar ne
Kya nahi kia kya kia tere pyar ne
Naam yeh mera rakh diya tere pyar ne
Log mujhe kehne lage pagal pagal pagal

Kya nahi kia kya kia, nahi kiya
Kya nahi kia kya kia tere pyar ne
Naam yeh mera rakh diya tere pyar ne
Log mujhe kehne lage pagal pagal pagal

Kya nahi kia kya kia, nahi kiya
Kya nahi kia kya kia tere pyar ne haan

Aankhon se,neend gayi,dil se gaya qaraar
Ik pal mein, yaad karun main tujhko
sau sau baar

Ho aankhon se neend gayi,

dil se gaya qaraar
Ik pal mein, yaad karun main tujhko
sau sau baar

Mera sab kuchh chheen liya tere pyar ne

Haan mera sab kuchh chheen liya
tere pyar ne

Naam yeh mera rakh diya tere pyar ne
Log mujhe kehne lage pagal pagal, pagal

Kya nahi kia kya kia, nahi kiya
Kya nahi kia kya kia tere pyar ne haan

Tune yeh~ dil mera~ toda kabhi agar~
Padh lena, akhbaaron mein
bas tu yahi khabar

Tune yeh~ dil mera~ toda kabhi agar~
Padh lena, akhbaaron mein
bas tu yahi khabar

Maine zehar pe liya tere pyar mein

Maine, zehar pe liya tere pyar mein
Naam yeh mera rakh diya tere pyar ne
Log mujhe kehne lage pagal pagal pagal

Kya nahi kia kya kia, nahi kiya
Kya nahi kia kya kia tere pyar ne
Naam yeh mera rakh diya tere pyar ne

Kya nahi kia kya kia, nahi kiya
Kya nahi kia kya kia tere pyar ne
Naam ye mera rakh diya tere pyar ne haan