Indian Film History

Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics

From Bhishma Pratigya (1950)

Singers
Geeta Dutt
Music
S K Pal
Duration
3:23
O O Pagle Manwa Aa Manwaa Rota Hai Kyun Un Ab Rota Hai Kyun O Pagle Manwa Rota Hai Kyun Ab Rota Hai Kyun O Pagle Manwa Aa Rota Hai Kyun Ab Rota Hain Kyun Jhoothhi Aas Lagaake Ret Ke Mahal Banaake Ab Rota Hai Kyun O Pagle Manwa Rota Hai Kyun Ab Rota Hai Kyun Chandaa Ke Todne Ko Haath Badhaaya Kyun Chandaa Ke Todne Ko Haath Badhaaya Kyun Taare Sametne Ko Jholi Ko Pasaara Kyun Jholi Ko Pasaara Kyun Indra Dhanush Ko Jhoola Banaake Jhoola Banaake Ab Rota Hai Kyun O Pagle Manwa Rota Hai Kyun Ab Rota Hai Kyun Aankhon Ne Dekha Thha Jo Dil Ne Suna Thha Aankhon Ne Dekha Thha Jo Dil Ne Suna Thha Rang Bhara Thha Dhokha Thha Wo Ik Sapna Thha Ik Sapna Thha Soorya Kiran Se Aankhen Milaa Ke Aankhen Milaa Ke Ab Rota Hai Kyun O Pagle Manwa Rota Hai Kyun Ab Rota Hain Kyun Jhoothi Aas Lagaa Ke Ret Ke Mahal Banaake Ab Rota Hai Kyun O Pagle Manwa Rota Hai Kyun Ab Rota Hai Kyun

More songs from Bhishma Pratigya

Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics - Bhishma Pratigya (1950) | Indian Film History