Indian Film History

O Ri O Sanwariya Lyrics

From Bhooth Bangla (2026)

Duration
3:26

Uljhe-uljhe Naino Mein

Suljhe Na Batiyaan

Uljhe-uljhe Naino Mein

Suljhe Na Batiyaan


Meheke-meheke Sapno Mein

Uljhi Hai Nindiya

Meheke-meheke Sapno Mein

Uljhi Hai Nindiya


Pyaar Mera Jhootha Na

Maano Tum Sanwariya

Pyaar Mera Jhootha Na

Maano Tum Sanwariya


Meheke-meheke Sapno Mein

Uljhi Hai Nindiya

Meheke-meheke Sapno Mein

Uljhi Hai Nindiya


O Ri O Sanwariya

Laage Na Laage Jiya

O Ri O Sanwariya

O Ri O Sanwariya

Laage Na Laage Jiya

O Ri O Sanwariya

Laage Na Laage Jiya


Man Darpan Mein

Saawari Suratiya

Man Darpan Mein

Saawari Suratiya


Reshmi Dil Ye Dole

Mor Pankhi Sapne Ghole

Diya Baati Sa Mil

Jaaye Humara Jiya


O Ri O Sanwariya

Laage Na Laage Jiya

O Ri O Sanwariya


Behke-behke Naina Re

Labon Se Raaz Khole

Dil Ki Baatein Ye Jhoothi

Sach Kaahe Na Ye Bole


Behke-behke Naina Re

Labon Se Raaz Khole

Dil Ki Baatein Ye Jhoothi

Sach Kaahe Na Ye Bole


Teri Meethi Baaton Se

Bheega Jaaye Mann Bairi

Naino Ke Teeron Se Jo

Panghat Jaakar Main Thehri


Gharwa Lagao Ri

Aao Samao Piya

Gharwa Lagao Ri

Aao Samao Piya


Dil Paakhi-paakhi Dekho

Rang Udaaye Jaaye

Dil Paakhi-paakhi Dekho

Rang Udaaye Jaaye


Tum Chaand Main Chakora

Ban Jao Mere Piya

O Ri O Sanwariya

Laage Na Laage Jiya

O Ri O Sanwariya


Uljhe-uljhe Naino Mein

Suljhe Na Batiyaan

Meheke-meheke Sapno Mein

Uljhi Hai Nindiya


Uljhe-uljhe Naino Mein

Suljhe Na Batiyaan

Pyaar Mera Jhootha Na

Maano Tum Sanwariya


Meheke-meheke Sapno Mein

Meheke-meheke Sapno Mein


Pyaar Mera

Pyaar Mera


Meheke

Meheke

Meheke.....

More songs from Bhooth Bangla