Indian Film History

Jab Jaag Uthe Aramaan, To Kaise Nind Aaye Lyrics

From Bin Badal Barsaat (1963)

Duration
3:16
jab jaag uthe araman to kaise nind aaye jab jaag uthe araman to kaise nind aaye ho ghar me hasi mehaman to kaise nind aaye, nind aaye jab jaag uthe araman to kaise nind aaye ye raat ye dil ki dhadakan ye badhati hui betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadakan ye badhati hui betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholo me giri ho jaan to kaise nind aaye jab jaag uthe araman to kaise nind aaye nazdik bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri ai dil ye tu hi batla de ye kaun si hai majburi nazdik bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri ai dil ye tu hi batla de ye kaun si hai majburi jab soch me ho inasan to kaise nind aaye ho ghar me hasi mehaman to kaise nind aaye, nind aaye jab jaag uthe araman to kaise nind aaye.

More songs from Bin Badal Barsaat

Jab Jaag Uthe Aramaan, To Kaise Nind Aaye Lyrics - Bin Badal Barsaat (1963) | Indian Film History