Shalu Ke Thumke Lyrics | Bin Bulaye Baraati

                        
                        jalwe tu kis ke dekhe kam hai jis jis ke dekhe
jalwe tu kis ke dekhe kam hai jis jis ke dekhe
kiska shabab haye kiska shabab aur kaisi jawani
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani

kiska figure or kiski ada
jo mujhe dekhe wo hi mujhpe fida
meri nuraani nazar me wo noor
jise bhi dekhu uska tute gurur
arey kiska shawab
arey kiska shawab aur kaisi jawaani
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thum haye
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani

meri kamriya ka bal lajwaab
hatho me dil le ke phirte nawaab
aesi bala ki hu mai chandani
paani ko chhu lu to kar du shrab
arey kiska shawab
arey kiska shawab aur kaisi jawaani
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani

munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani
munni bhi mani aur sheela bhi maani
shalu ke thumke ki duniya deewani.