Indian Film History

Mera Naam Bahut Badnaam Lyrics

From Bin Phere Hum Tere (1979)

Duration
5:33
Kajal ne to daag lagaya Payal ne iljaam kiya Charaahe pe chunari giri to Humne kaleja thaam liya Ghungat uthake sare aam Ghungat uthake sare aam Mujhko inhi logo ne kiya badnaam Ho inhi logo ne kiya badnaam Ye to inki nazar ka hai kaam Shahar mein mera naam bahot badnaam Ho mera naam bahot badnaam Baali umar ne julm kiya Jaane kya kya soch liya Baali umar ne julm kiya Jaane kya kya soch liya Nathni jab nilam hui Shishe mein chehra na dekha gaya Ghunghru pahnaake mere raam Haye raam ghunghru pahnaake mere raam Mujhko inhi logo ne kiya badnaam Jabse umar iljaam hui Subah hui naa shaam hui Jabse umar iljaam hui Subah hui naa shaam hui Inka tamasha ek ghadi Apni umar naakaam hui Ratiya jagake bina kaam Ratiya jagake bina kaam Mujhko inhi logo ne kiya badnaam Dil ka dhadkana khub raha Tapak tapak kayi khun baha Dil ka dhadkana khub raha Tapak tapak kayi khun baha Logo ne bahot jaam bhare Aur nasha kayi roj kiya Saaki banake subahsham Saaki banake subahsham Mujhko inhi logo ne kiya badnaam Ghungat uthake sare aam Mujhko inhi logo ne kiya badnaam Ho inhi logo ne kiya badnaam.

More songs from Bin Phere Hum Tere

Mera Naam Bahut Badnaam Lyrics - Bin Phere Hum Tere (1979) | Indian Film History