Indian Film History

Chhod Ke Baalam Haye Lyrics

From Birhan (1948)

Duration
2:42
chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana tere bin kit jaaungi tere bin kit jaaungi kit sang saawan manaaungi kit sang saawan manaaungi birha ki aag jalana na birha ki aag jalana na chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana ghir ghir ghata jab aayengi ghir ghir ghata jab aayengi jhula kisko jhulayengi jhula kisko jhulayengi aansu aankho se bahana na aansu aankho se bahana na chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana bichhad gaye tum hamse bichhad gaye tum hamse jite rahe to fir milenge jite rahe to fir milenge mar gaye to dil se bhulana na mar gaye to dil se bhulana na chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana

More songs from Birhan

Chhod Ke Baalam Haye Lyrics - Birhan (1948) | Indian Film History