Indian Film History

Phool Gulaab Ka Lyrics

From Biwi Ho To Aisi (1988)

Duration
6:06
Phool gulaab kaa Phool gulaab kaa lakho mein Hajaro mein ek chehara janab kaa Phool gulaab kaa Han jhonke surur ke jhonke surur ke Aisi tarife karna sikhe koyi hujur se Phool gulaab kaa Jhonke surur ke Gore gore hatho mein Mehendi mehkati hai Gore gore hatho mein Mehendi mehkati hai Phool si kalayi mein Chudi khankati hai, Mauje janab ki mauje janab ki Mathe pe chamakati bindiya hijab ki Phool gulaab kaa……. Khushbuyo ke saye mein Kya kya gul bute hain Khushbuyo ke saye mein Kya kya gul bute hain Prem rang sachcha hai Baki rang jhuthe hain, Mausam javan hai mausam javan hai Tauba bolu kya bolu mushkil Mein jan hai jhonke surur ke Thami thami lahare hain Ruka ruka pani Thami thami lahare hain Ruka ruka pani Teri meri aankho mein Rat ki kahani Hai wada bahar kaa, umrr Bhar gayenge nagma yeh pyar kaa Phool gulaab kaa.

More songs from Biwi Ho To Aisi

Phool Gulaab Ka Lyrics - Biwi Ho To Aisi (1988) | Indian Film History