Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram Lyrics | Biwi No 1

                        
                        wo bache dunia me khushnasib hote hai
jo mummy daddy ke karin hote hai
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
tujhse pahle lunga mummy daddy ka naam
tujhse pahle lunga mummy daddy ka naam
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
tujhse pahle lungi mummy daddy ka naam
tujhse pahle lungi mummy daddy ka naam
jinhe mummy daddy ka pyar nahi milta
unhe khushiyo ka sansar nahi milta
kabhi bhi hame na yu majbur karna
mummy daddy se na hame dur karna
ham to bade hote hai inki ungle tham
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
tujhse pahle lunga mummy daddy ka naam
tujhse pahle lunga mummy daddy ka naam
daddy bina kaun chokcolate layega
mummy bina kaun lori sunayega
daddy ki yad mujhe pal pal satati hai
mummy se dur hoke aankh bhar aati hai
inke sath rahna hai hame subah sham
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
mujhe maf karna om sai ram
tujhse pahle lungi apne bacho ka naam
tujhse pahle lungi apne bacho ka naam
mujhe maf karna om sai ram

mujhe maf karna om sai ram
tujhse pahle lunga apna bacho ka naam
tujhse pahle lunga apna bacho ka naam