Nashe Mein Hum Nashe Mein Tum Lyrics | Black Cat

                        
                        Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum

Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum

Nazar nazar hasin hai tapak raha hai ras
Jo ek dil gaya to kya tumhe milege das
Nazar nazar hasin hai tapak raha hai ras
Jo ek dil gaya to kya tumhe milege das
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum

Tumhara dil are kahi latak gaya na ho
Jawan tha idhar udhar bhatak gaya na ho
Tumhara dil are kahi latak gaya na ho
Jawan tha idhar udhar bhatak gaya na ho
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum

Hamara kya jo tum kaho wo baat maan le
Khafa na ho to apana dil tumhi ko jaan le
Hamara kya jo tum kaho wo baat maan le
Khafa na ho to apana dil tumhi ko jaan le
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum nashe mein tum
Nashe mein hum nashe mein tum
Kya khabar dil kidhar ho gaya hai gum
Nashe mein hum.