Indian Film History

Parwana Kehta Hai Kya Afsana Lyrics

From Black Tiger (1960)

Lyricist
Saba Afghani
Duration
3:25
o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji o diwana laya hai dil najrana jara suno suno ji o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji ye mausam ye rate ye bate khoyi khoyi ye masti ye sokhi dil kaise bachaye koi o meri ada khali na jaye meri ada khali na jaye jo bhi mujhse aankh milaye aahe bare vo chalkana in najro ka paimana jara suno suno ji o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji khul jaye ye julfe to mehfil ko mehka de uth jaye ye najre to duniya ko behka de ho kali gathaye ghum ke aaye kali gathaye ghum ke aaye sawan ki rut nache cham cham aage tere pehchana kyo kaisa hai nishana jara tum bhi kaho ji o diwana laya hai dil najrana jara suno suno ji sarka du mai aanchal to chanda bhi sharmaye kaliyo ka dil dhadke phulo ko pasina aaye ho dil me samaye mast banaye dil me samaye mast banaye hoth gulabi nain rasile jadu bhare ye mana ye tumhara hai jamana jara tum bhi kaho ji o parvana kehta hai kya afsana jara tum bhi kaho ji o diwana laya hai dil najrana jara suno suno ji

More songs from Black Tiger

Parwana Kehta Hai Kya Afsana Lyrics - Black Tiger (1960) | Indian Film History