Indian Film History

Hawa Sard Hai Lyrics

From Bol Radha Bol (1992)

Duration
5:46
Hawa sard hai khidki band kar lo Hawa sard hai khidki band kar lo Band kamre mein Band kamre mein chahat buland kar lo Paas baitho Paas baitho zara baaten chand kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Surmai ghata shabnami sama Dil mein pyas hai dhadkanen jawaan Surmai ghata shabnami sama Dil mein pyas hai dhadkanen jawaan Aaise hum bhala ab duur kyon rahe Milke judaai ka yeh dard kyon sahe Chhu ke gulaabi labon ko chhane laga hai nasha Baahon mein aake teri kyon aane laga hai mazaa Apani nigaahon mein nazar band kar lo Paas baitho zara baaten chand kar lo Paas baitho zara baaten chand kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Sirf hum yahaan teesra nahi Beet jaaye na waqt yeh haseen Sirf hum yahaan teesra nahi Beet jaaye na waqt yeh haseen Durri nahi koi dono ke darmayaan Kismat se hai mila mauka yeh dilruba Yeh mere dil ki sadaa hai mujhko gale se laga Saanson mein tujhko basa lu Aa meri baahon mein aa Husn ke jalwon ko tum pasand kar lo Hawa sard hai khidki band kar lo Hawa sard hai khidki band kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Hawa sard hai khidki band kar lo Hawa sard hai khidki band kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo Band kamre mein chahat buland kar lo

More songs from Bol Radha Bol

Hawa Sard Hai Lyrics - Bol Radha Bol (1992) | Indian Film History