Sadhe Teen Baje Lyrics | Bollywood Villa

                        
                        laali teri soneya
jit dekhu ut laal
laali dekhan main gaya
te main bhi ho gaya laal

jab se hai teri meri ankhiya ladi, haay
tab se hai mujhko bechaibi padi, aaye haay
main to hun aisi kacchi kali, ui ma
aaja tu aaja meri gali
sadhe teen baje
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur

are lachak lachak teri patli kamariya
chhanak chhanak teri chudi
dekh ke tere nain nashile
sad ke jaaun main kudi

meri jawani to waah waah re waah waah
meri adaao me jalwa hi jalwa
meri jawani to waah waah re waah waah
meri adaao me jalwa hi jalwa
jab bhi main niklun bangle se baahar
sare mauhalle me ho jaaye halla
chahe jitna bhi
chahe jitna bhi, rehna tu raja majbur
magar aana jarur
sadhe teen baje
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur

ras bhare hontho se pyaas mita dun
namkeen jawani ki chatni chata dun
ras bhare hontho se pyaas mita dun
namkeen jawani ki chatni chata dun
gore badan se main patti jala dun
kabhi na chakha ho jo aisa maja dun
meri baaho me
meri baaho me jaldi se aana huzur
chale aana huzur
sadhe teen baje
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur

teri kamsin adaao se khelunga main
tere hontho ki laali chura lunga main
haay daiya
teri kamsin adaao se khelunga main
tere hontho ki laali chura lunga main
tere gore badan se lipat jaaunga
tujhe baaho me le ke simat jaaunga
tere tan man me
tere tan man me chahat ka bhar dun sarur
pyaar karna jarur
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur
sadhe teen baje bangle pe aana jarur
darling aana jarur