Indian Film History

Halki Halki Sard Hawa Lyrics

From Bombay Ka Chor (1962)

Music
Ravi
Duration
3:31
Halki halki sard hawa dil Matwaala jhum raha Mausam bhi hai saathi bhi Hai o deewane saaj utha Halki halki sard hawa dil Matwaala jhum raha Mausam bhi hai saathi bhi Hai o deewaane saaj utha Halki halki sard hawa dil Matwaala jhum raha Raks ke baadal chha jaaye Nagamon ki barsaate ho Ishq bhare afsaane ho Husn bhari kuchh baatein ho Raks ke baadal chha jaaye Nagamon ki barsaate ho Ishq bhare afsaane ho Husn bhari kuchh baatein ho Kehata ja sharmaata ja Apani dhun mein gaata ja Mausam bhi hai saathi bhi Hai o deewaane saaj utha Halki halki sard hawa dil Matwaala jhum raha Mausam bhi hai saathi bhi Hai o deewaane saaj utha Halki halki sard hawa dil Matwaala jhum raha Aaj bahaare teri hain Phul hai teri raahon mein Raat pe tera kaabu hai Chaand hai teri baahon mein Aaj bahaare teri hain Phul hai teri raahon mein Raat pe tera kaabu hai Chaand hai teri baahon mein Rang udaaya dhoom macha Bhaag jamaana hai tera Mausam bhi hai saathi Bhi hai o deewaane saaj utha Halki halki sard hawa dil Matwaala jhum raha.

More songs from Bombay Ka Chor

Halki Halki Sard Hawa Lyrics - Bombay Ka Chor (1962) | Indian Film History