Indian Film History

Lal Lal Ho Gaye Hai Lyrics

From Boond (2001)

Lyricist
Asad Ajmeri
Duration
5:24
Lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Joban se chhalke dekho gulal re abke sal Holi mein holi mein Badle hue hai sabke khayal Re abke sal holi mein Aashiko ka ho gya hai bura hal holi mein Lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Badle hue hai sabke khyal Re abke sal holi mein Tohri jawani hai ras ki gagriya Rag ki gagriya Lachka na aise tu patli kamriya Patli kamriya Chaiya ba chaiya chaiya ba chaiya Chaiya ba chaiya chaiya ba chaiya Hat julmi kyu dalta hai Gore badan pe bairi najriya Chaiya ba chaiya chaiya ba chaiya Hat julmi kyu dalta hai Gore badan pe mere tu najriya Hat julmi kyu dalta hai Kyu dalta hai kyu dalta hai Gore badan pe bairi najriya Bairi najriya bairi najriya Are apne deewane ko aise na tal Re abke sal holi mein holi mein Lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Badle hue hai sabke khyal Re abke sal holi mein Masti bhara hai holi ka mousam Kehti hai meri payal ki chhan chhan Chanan chnanan chanan chanan Chal dono chalte hai nadiya kinare Chedenge milke chahat ki sargum Aise tu mujhpe dore na dal re abke sal Holi mein holi mein Are lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Joban se dekho chalke gulala abke Re sal holi mein holi mein Badle hue hai sabke khyal Re abke sal holi mein Badle hue hai sabke khyal Re abke sal holi mein Aashiko ka ho gaya hai bura hal holi mein Lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Badle hue hai sabke khyal Re abke sal holi mein Lal lal ho gaye hai gori ke gal holi mein Chaiya ba chaiya chaiya ba chaiya Chaiya ba chaiya chaiya ba chaiya.

More songs from Boond

Lal Lal Ho Gaye Hai Lyrics - Boond (2001) | Indian Film History