Kyon Ji Mujhe Pehchana Lyrics | Boy Friend

                        
                        Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Mai bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na aa

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na aa
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Jaao na meri surat per
Ye sab hai jardish ka asar
Jaao na meri surat per
Ye sab hai jardish ka asar
Andar se kuchh aur hu mai
Aata hu kuchh aur najar
 
Kyo  ji mujhe pahchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Sidhi sidhi rah nahi
Aur manzil ki chah nahi
Sidhi sidhi rah nahi
Aur manzil ki chah nahi
Hum to hai pyar ke parvane
Jaan gayi parwaah nahi
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Dil hai dil per marta hu
Baat bhi sachi karta hu
Dil hai dil per marta hu
Baat bhi sachi karta hu
Galat na samjho aaj agar
Samne aaker darta hu

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana.