Indian Film History

Tu Bemisaal Hain Lyrics

From Brahmachari (1968)

Duration
4:38
Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Mastaanaa chaal hai teri Taareef kyaa karoon Aankhon se pi rahaa hoon Mujhe hosh hi nahin Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Aankhon mein nasheela kaajal hai Chehre pe hayaa ki laali hai Phoolon ki mehak hai baalon mein Phoolon ki mehak hai baalon mein Har ek adaa matwaali hai Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Mastaanaa chaal hai Teri taareef kyaa karoon Aankhon se pea rahaa hoon Mujhe hosh hi nahin Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Zulfon ko agar dekhe saawan Saawan ko paseenaa aa jaaye Gaalon ko agar dekhe bijli Gaalon ko agar dekhe bijli Baadal mein sharam se chhup jaaye Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Mastaanaa chaal hai teri Taareef kyaa karoon Aankhon se pi rahaa hoon Mujhe hosh hi nahin Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Tu shokh hawaa hai gulshan ki Daaman se lipatne aayi hai Imaan jo le le duniya kaa Imaan jo le le duniya kaa Qaatil wo teri angdaayi hai Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon Mastaanaa chaal hai teri Taareef kyaa karoon Aankhon se pi rahaa hoon Mujhe hosh hi nahin Tu bemisaal hai Teri taareef kyaa karoon.

More songs from Brahmachari

Tu Bemisaal Hain Lyrics - Brahmachari (1968) | Indian Film History