Indian Film History

Main Hun Kismat Wala Dilwala Matwala Lyrics

From Buniyaad (1972)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:13
mai hu kismat wala dilwala matwala mai hu kismat wala dilwala matwala feka hai teri taraf sikka ek hasina ne dil apna ek sapna prem ke khel me mai hu kismat wala dilwala matwala mai hu kismat wala dilwala matwala sine se lagalu mai aankh me chupa lu mai koi or na leke ud jaye dil meri gori ka pyar ka ye ek tohfa hai nahi mal ye chori ka mai hu kismat wala dilwala matwala mai hu kismat wala dilwala matwala garmi ka mahina hai chehre pe pasina hai garmi ka mahina hai chehre pe pasina hai koi aisi bat karo ke dil me thand pad jaye haye chain aa jaye jo aankh lad jaye mai hu kismat wala dilwala matwala mai hu kismat wala dilwala matwala

More songs from Buniyaad

Main Hun Kismat Wala Dilwala Matwala Lyrics - Buniyaad (1972) | Indian Film History