Ab Kaun Hai Is Tute Huye Dil Ka Sahara Lyrics | But Tarash

                        
                        ab kaun hai is tute hue dil ka sahara
ab kaun hai is tute hue dil ka sahara
tuhi bata kya kare takdir ka mara
tuhi bata kya kare takdir ka mara
ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

ummid ye kahti hai 
ke jina hai jiye ja
ummid ye kahti hai 
ke jina hai jiye ja
kyu gum karte hai marne ko ishara
tu ye bata kya kare takdir ka mara
ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

takdir ne kyu mujhse tumhe
chin liya hai
takdir ne kyu mujhse tumhe
chin liya hai
ek tumhi to the
meri mohabbat ka sahara
tu ye bata kya kare takdir ka mara
tu ye bata kya kare takdir ka mara
ab kaun hai is tute hue dil ka sahara