Indian Film History

Tera Mera Saath Hain Lyrics

From Car Theif (1991)

Lyricist
Anjaan
Duration
9:49
Tera mera saath hain kitna purana Jab na log the aur na tha ye jamana Tera mera saath hain kitna purana Jab na log the aur na tha ye jamana Jab na jami thi na asma tha Kuchh bhi nahin tha yaha Ham yahin the ham yahin the Sooraj nahin tha chanda nahin tha Na the sitare yaha Ham yahin the tum yahin the Pake kahi khoya, khoke kahi paya Ye pyar dono ko phir pas le aya Milke yu phir kho na jana Hamko tumse pyar hain tab tak nibhana Jab na log honge na rahega jamana Tera mera saath hain kitna purana Jab na log the aur na tha ye jamana Sat samunder par se aayi Tujhse hi milne yaha O deewane tu na jane Ho char dino mein pyar ke rahi Aye kaha se kaha O deewani tu na jane Chipke jamane se So so bahane se Ha mtum mile hain To ye gul khile hain Ab na daman chudana Hamko tumse pyar hai Tab tak nibhana Jab na log honge Na rahega jamana Tera mera saath hain Kitna purana Jab na log the aur Na tha ye jamana Duniya banegi banke mitegi Pyar mitega nahin Main bhi janu tu bhi jane Ham bichade to dono jaha mein Kuchh bhi bachega nahin Main bhi manu tu bhi mane Ye sath na chhute ye pyar na tute Dono jaha ruthe tu hamse na ruthe Ho khatam na ye fasana na na na na Tera mera saath hain kitna purana Jab na log the aur na tha ye jamana Tera mera saath hain kitna purana Jab na log the aur na tha ye jamana.

More songs from Car Theif