Kabhi Dil Se Kam Mohabbat Lyrics | Chaahat

                        
                        Kabhi dil se kam mohabbat
Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi,
Na hui na hai na hogi
Hume aapse shikayat
Hume aapse shikayat
Na hui na hai na hogi

Hume aap mil gaye hai ke
Jahan mil gaya hai
Hume aap mil gaye hai ke
Jahan mil gaya hai
Ye dilo ki hai hukumat yaha

Dil hai dil ki kimat
Ye dilo ki hai hukumat yaha
Dil hai dil ki kimat
Kabhi pyar mein bejarat na
Hui na hai na hogi
Kisi aur ki ye kismat na
Hui na hai na hogi

Tumhi shab ke chand taare
Tumhi subah ke najaare
Tumhi shab ke chand taare
Tumhi subah ke nazaare
Jaha apne dil ne chaha wahi
Humne sar jhukaya
Jaha apne dil ne chaha wahi
Humne sar jhukaya
Kabhi is tarah ibadat na
Hui na hai na hogi
Is dil mein aisi chahat na
Hui na hai na hogi.