Indian Film History

Aaj Radha Ko Shyam Yaad Aa Gaya Lyrics

From Chaand Kaa Tukdaa (1994)

Duration
6:30
Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Dil ko koi kam yaad aa gaya Dil ko koi kam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Oo shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Apni dhun mein magan radha nache gaye Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Dil ko koi kam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Oo shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Apni dhun mein magan radha nache gaye Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Tujhe dekha nahi tujhe jana nahi Phir bhi jane kyu tera intzar hai Tujhe dekha nahi tujhe jana nahi Phir bhi jane kyu tera intzar hai Tu hai begana tu hai anjana Tu hai begana tu hai anjana Phir bhi tere khayalo se pyar hai Hotho pe tera naam aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Oo shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Apni dhun mein magan radha nache gaye Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Ab to aaja re shyam teri radha ke dham Mere sapno ko aake saza de re shyam Aaja aaja re shyam teri radha ke dham Mere sapno ko aake saza de re shyam Jeene deti nahi birha ki agan Jeene deti nahi birha ki agan Leke pyar ka sawan tu aaja re shyam Dekho pyar ka mosam aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Apni dhun mein magan radha nache gaye Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Dil ko koi kam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Oo shyam ki deewani radha, Dekho kaise jhume radha Apni dhun mein magan radha nache gaye Aaj radha ko shyam yaad aa gaya Aaj radha ko shyam yaad aa gaya.

More songs from Chaand Kaa Tukdaa

Aaj Radha Ko Shyam Yaad Aa Gaya Lyrics - Chaand Kaa Tukdaa (1994) | Indian Film History