Humne Teri Jafa Ka Lyrics | Chale Hain Sasural

                        
                        Humne teri jafa ka
Wafa naam rakh diya
Rakhna to naam aur tha
Kya naam rakh diya
Humne teri jafa ka
Wafa naam rakh diya
Humne teri wafa ka
Jafa naam rakh diya
Banda nawab bole
Kya naam rakh diya
Humne teri wafa ka
Jafa naam rakh diya

Ab se na hum karenge
Haseeno ka aitbar
Ab se na hum karenge
Haseeno ka aitbar
Haseeno ka aitbar
Humne to aashiqi ka
Saja naam rakh diya
Rakhna to naam aur tha
Kya naam rakh diya
Humne teri jafa ka
Wafa naam rakh diya

Hum khub jante hai
Teri aashiqi hai kya
Hum khub jante hai
Teri aashiqi hai kya
Teri aashiqi hai kya
Chhoti si arzoo ka
Bada naam rakh diya
Banda nawab bole
Kya naam rakh diya
Hamne teri wafa ka
Jafa naam rakh diya

Jab zulf ki ghataye
Fiza mein bikhar gayi
Jab zulf ki ghataye
Fiza mein bikhar gayi
Fiza mein bikhar gayi
Humne tumhra.