Indian Film History

Marta Hai Koi To Marjaye Lyrics

From Chambal Ki Kasam (1980)

Duration
4:29
Marta hai koi to mar jaaye Marta hai koi to mar jaaye Hum apna nishana kyun chhode Hum apna nishana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna Dilwale bachaye dil apna Hum teer chalana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna Majbur na ho to ishk hi Kya majbur na ho to ishk hi kya Magrur na ho to husn hi kya Tum humko manana kyun chhodo Hum tumko satana kyun chhode Hum tumko satana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna Jo humko nasihat karte hai jo Humko nasihat karte hai Wo apna zamana dekh chuke dekh chuke Hum par bhi jawani aayi hai Hum par bhi jawani aayi hai Hum apna zamana kyun chhode Hum apna zamana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna Duniya to hamare saamne hai Duniya to hamare saamne hai Jannat ka pata kya hoke na ho Jaannt mein chupi daulat ke liye Duniya ka khajana kyun chhode Dilwale bachaye dil apna.

More songs from Chambal Ki Kasam

Marta Hai Koi To Marjaye Lyrics - Chambal Ki Kasam (1980) | Indian Film History