Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Jamoore Lyrics | Chandu Champion

                        
                        

Aadmi To Ban Ke Janma

Par Mukaddar Kya Paaya

Chal Mukaddar Wo Dikha De

Tu Sikandar Ka Taaya


Sar Ko Jhuka Ke Duniya Ke Aage

Chaahe To Maatha Phor

Ya Phir Palat Ke Rakh De Tu Baazi

Duniya Ko Peeche Chhor


Chal Falak Se Taare Tod Uchal Ke

Falak Se Taare Tod

Haan Chal Falak Se Taare Tod

Jamoore Falak Se Taare Tod


Bahe Dariya Na Tere Saath To Pagle

Dariya Ka Rukh Hi Mod

Chal Falak Se Taare Tod Uchal Ke

Falak Se Taare Tod


Tu Zamane Ki Nazar Mein Aaj Khota Sikka Hai

Waqt Aane Par Batana Tu Hukum Ka Ikka Hai


Likhe Ye Baba Aadam Ke Yug Ke

Saare Niyam Tu Tod

Bheed Mein Rehke Sadkon Pe Apni

Edi Ragadna Chhod


Chal Falak Se Taare Tor Uchal Ke

Falak Se Taare Tod

Haan Chal Falak Se Taare Tod

Jamoore Falak Se Taare Tod


Bahe Dariya Na Tere Saath Pagle

Dariya Ka Rukh Tu Mod

Chal Falak Se Taare Tod Uchal Ke

Falak Se Taare Tod