Ye Ho Kar Rahega Ye Hona Likha Hai Lyrics | Changez Khan

                        
                        ye hokar rahega ye hona likha hai
haye mere mukaddar me rona likha hai
ye hokar rahega ye hona likha hai
haye mere mukaddar me rona likha hai

na mangni mangetar na shadi na gana
na wasle mohabbat na aankhe ladana
na mangni mangetar na shadi na gana
na wasle mohabbat na aankhe ladana
na julfo me dil ko pirona likha hai
haye mere mathe pe rona likha hai

hasino akela hai mujho bachao
are jalimo khauf malik ka khao
hasino akela hai mujho bachao
are jalimo khauf malik ka khao
mera dil tumhara khilona likha hai
haye mere hatho pe rona likha hai

koi mera piche nahi nam lega
koi abba kahke na aawaz dega
koi mera piche nahi nam lega
koi abba kahke na aawaz dega
meri nasal to band hona likha hai
haye mere mukaddar me rona likha hai
ye hokar rahega ye hona likha hai
haye mere mukaddar me rona likha hai