Indian Film History

Haan Ye Bholi Soorat Waale Lyrics

From Char Dil Char Rahen (1959)

Duration
3:12
Haseenon ki adaayen bhi Zamaane se niraali hain aen aen Wafaa ka naam honthhon par hai Dil andar se khaali hai ae Haan ye bholi soorat waale Dil ka lagana kya jaane Haan ye bholi soorat waale Dil ka lagana kya jaane Aji jab dil chaha aa Laga ke aag bujhana kya jaane Aaa aaa nahin aata hai Is duniya mein Kisko pyaar ka sapna aa Jise dekho hatheli par Liye phirta hai dil apna Haan ye dil ki daulat waale Dil ka lagana kya jaane Haan ye dil ki daulat waale Dil ka lagana kya jaane Inki nazar mein khel hai ulfat Mit ke dikhana kya jaane Haan ye dil ki daulat waale Dil ka lagana kya jaane Na hote ham to aakhir Husnwaale bhi kahaan aan hote Na raat itni haseen hoti ee Na din itne jawaan hote Hamne to ye ehsaan kiyaa hai Wo bhi koi ehsaan karen Hamne to ye ehsaan kiyaa hai Wo bhi koi ehsaan karen Honge hamaare dil ke tukde Laakh kisi ka dhyaan karen Honge hamaare dil ke tukde Laakh kisi ka dhyaan karen Dard basaakar hansne waale Dard mitana kya jaane Haan ye bholi soorat waale Dil ka lagana kya jaane Na hote ham to kisko Jaa ke dil dete ye deewane Hamaare naam se mashhoor Hain ulfat ke afsaane Saamne aaye kya munh lekar Ab ye wafa ke matwaale Saamne aaye kya munh lekar Ab ye wafa ke matwaale Pyaar se khaali dil ki duniya Aur banen hain dil waale Pyaar se khaali dil ki duniya Aur banen hain dil waale Rang na jisne dekha ulfat ka Ham wo fasana kya jaane Haan ye dil ki daulat waale Dil ka lagana kya jaane.

More songs from Char Dil Char Rahen