Indian Film History

Daga Beimaan Dai Gaya Lyrics

From Charitraheen (1974)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:37
Dil dai ke jan le gaya Dil dai ke jan le gaya Daga beiman dai gaya Daga beiman dai gaya Dai gaya daga beiman dai gaya Purab disha se chupke se aake Bindiya bhi luti nindiya bhi luti Purab disha se chupke se aake Bindiya bhi luti nindiya bhi luti Chain churake chain churake Ho chain churake dil me samake Arman banke mehman banke Ghar ka saman lai gaya Ghar ka saman lai gaya Daga beiman dai gaya Dai gaya daga beiman dai gaya Pital ki jhuthi dekar anguthi Kha kha ke kasme kar ke yu bas me Pital ki jhuthi dekar anguthi Kha kha ke kasme kar ke yu bas me Ik din akeke haye re haye re Ek din akele phulo ke mele Kar ke bahane kaliya dikhane Wo gulsitan le gaya Wo gulsitan le gaya Daga beiman dai gaya Dai gaya daga beiman dai gaya Dil dai ke jan le gaya Daga beiman dai gaya Daga beiman dai gaya Dai gaya daga beiman dai gaya.

More songs from Charitraheen

Daga Beimaan Dai Gaya Lyrics - Charitraheen (1974) | Indian Film History