Indian Film History

Baatein Hawaa Lyrics

From Cheeni Kum (2007)

Duration
3:48
Impress karne ke liye To log do sau rupe ke Phool kharid lete hai Per yeh do ghante Mein mar jate hai Pata nahi kya impress karna Chahte log phool de kar ke Baatein hawa hai saari Saari ke saari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Baatein hawa hai saari Saari ke saari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Rukhi si khaali khaali Ulti hi duniya sari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kehna jo chahe Kyun keh na paaye Aankhe jo bole Teri har dil se kyun Baatein hawa hai saari Saari ke saari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Rukhi si khaali khaali Ulti hi duniya sari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Impress karne ke Liye mein aaapko Royal albert hall ka music Sunane leja sakta tha Lekin agar ap music Sunte sunte emotional hogai Logo ko lagega maine Aapko rula diya Dekho na dekho Na lagta ajooba Yeh khud hi jane kya Iska mansooba hai Dekho na dekho Na lagta ajooba Yeh khud hi jane kya Iska mansooba hai 6 foot ke deewaar pe kyun Kyun dil ki khidki nahi Yeh dil ki baaton ko bhi Jane do kahin nahi Pallle pada hai kyun Mere hi tauba Apni hi kehta hai apni hi Sunta hai dekho na Baatein hawa hai saari Saari ke saari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Rukhi si khaali khaali Ulti hi duniya sari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Yeh sunset ka light Moonlight ka concept Use kiya ja saktahai Impress karne ke liye Na to aapko mera chehra Deekhega na hi khana Seedhe raste kabhi Yeh na chalne wala Rab ne iss tedhe sache Mein hai dhaala Seedhe raste kabhi Yeh na chalne wala Rab ne iss tedhe sache Mein hai dhaala Bande ko zoo mein rakho Khulla na iss chodo Khulla jo choda to Impress karne ke Liye 25 lakh ka haar Bhi de sakta tha Lekin bina price tag ke Aapko lagega 25 rupay ka hai Aur price tag ke Saath de nahi sakta Rehta hai jane Kaun se jahan mein Dekha na jaana na Maine to aisa yahan koi Baatein hawa hai saari Saari ke saari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Rukhi si khaali khaali Ulti hi duniya sari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Haan agar ap mujhe Impress karna chahti hai To just me remmber Maria sharnikova Anna kournikova Uh whts legs Kehna jo chahe Kyun keh na paaye Aankhe jo bole Teri har dil se kyun Baatein hawa hai saari Saari ke saari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Rukhi si khaali khaali Ulti hi duniya sari Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun Kyun hai kyun.

More songs from Cheeni Kum

Baatein Hawaa Lyrics - Cheeni Kum (2007) | Indian Film History