Ae Jaan-E-Wafa Lyrics | Chhalia

                        
                        Aye jane wafa, aisa bhi kya
Tum to khafa, humse ho gayi
Aye jane wafa, aisa bhi kya
Tum to khafa, humse ho gayi

Ye tumne kaha tha ke hum hai tumhare
To hum bhi ye samjhe ke tum ho hamhare
Phir hume kis bat ki saja de rahe ho
Aye jane wafa, aisa bhi kya
Tum to khafa, humse ho gayi

Idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
Kahi kuch kami si magar rah gayi hai
Meri wafa ka ye kya shila de rahe ho
Aye jane wafa, aisa bhi kya
Tum to khafa, humse ho gayi

Jaha pyar hoga shararat bhi hogi
Jaha hogi anban mohobbat hogi
Jhuki jhuki aankho se ye pata de rahe ho
Aye jane wafa, aisa bhi kya
Tum to khafa, humse ho gayi
Aye jane wafa, aisa bhi kya
Tum to khafa, humse ho gayi.