Indian Film History

Main To Banke Naino Wali Lyrics

From Chhoo Mantar (1956)

Duration
3:36
Main to banke naino wali Meri baaten hain niraali Dekho duniya kare mose pyaar Duniya kare mose pyaar Aeji chhodo ye fasana Jaaye chulhe mein zamana Dekho dil hai yaha beqaraar Dil hai yaha beqaraar Main to banke naino wali Laakh adaayen laakh ishaare Jo bhi dekhe jaan ko waare Mera to aaj zamana Nazar na haay lagaana Mera to aaj zamana Maarungi nain kataar Maarungi nain kataar Aeji chhodo ye fasana Jaaye chulhe mein zamana Dekho dil hai yaha beqaraar Dil hai yaha beqaraar Main to banke naino wali Jaan bachaana Ab nahin mumkin Reh gaye ab to haay das din Koi to shaql bataao Hamaari jaan bachaao Koi to shaql bataao Dil hai yaha beqaraar Dil hai yaha beqaraar Main to banke naino wali Meri baaten hain niraali Dekho duniya kare mose pyaar Duniya kare mose pyaar Aeji chhodo ye fasana Baat kisi ki main nahin maanun Sabke dil ka haal main jaanun Koi ho laakh deewana Chale na ek bahaana Koi ho laakh deewana Main to badi hushiyaar Main to badi hushiyaar Aeji chhodo ye fasana Jaaye chulhe mein zamana Dekho dil hai yaha beqaraar Dil hai yaha beqaraar Main to banke naino wali Meri baaten hain niraali Dekho duniya kare mose pyaar Duniya kare mose pyaar Aeji chhodo ye fasana.

More songs from Chhoo Mantar

Main To Banke Naino Wali Lyrics - Chhoo Mantar (1956) | Indian Film History