O Maa Meri Maa Lyrics | Chhoti Bahu

                        
                        O maa meri maa
Tujhko dekhan hai tujhko dekhna hai
O maa meri maa
Tujhko dekhna hai tujhko dekhna hai
Ab mujhse koi bhul na hogi
Itna kahna hai
Maa tujhko dekhna hai

Mera jina lage padhne me
Tuhi tu dikhti hai sapne me
O maa meri maa
Ek bhul chhoti si ki maine
Itni badi saugandh utha li tune
Ek baar bas tujhe
Dekh kar tujhse lipatna hai
Maa tujhko dekhna hai

Teri taraf o maa paw mere khinche
Dhudh rahi ha itujhko meri ankhe
Na dekhu to dil mera ghabraye
Or dekhu to maa
Ho maa meri maa
Tujhe dekhna mana hai mujhko
Muskil jina hai
Maa tujhko dekhna hai
O maa meri maa
Tujhko dekhna hai tujhko dekhna hai.