Indian Film History

Zindagi Kaa Ajab Fasaanaa Hai Lyrics

From Chhoti Chhoti Baatein (1965)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:06
zindagi kaa ajab fasaanaa hai rote-rote bhi muskuraanaa hai zindagi kaa ajab fasaanaa hai ishq me jaanate hai jaan gayi ishq me jaanate hai jaan gayi phir bhi kahate hai aazamaanaa hai phir bhi kahate hai aazamaanaa hai kaisi mushqil hai koi kyaa jaane kaisi mushqil hai koi kyaa jaane aag ko aag se bujhaanaa hai zindagi kaa ajab fasaanaa hai dil lagaayaa thaa par na thi ye khabar dil lagaayaa thaa par na thi ye khabar maut kaa ye bhi ek bahaanaa hai maut kaa ye bhi ek bahaanaa hai rote-rote bhi muskuraanaa hai zindagi kaa ajab fasaanaa hai rote-rote bhi muskuraanaa hai dil to kahta hai tere saath chalu kya karu raah me jamaana hai zindagi kaa ajab fasaanaa hai rote-rote bhi muskuraanaa hai zindagi kaa ajab fasaanaa hai rote-rote bhi muskuraanaa hai

More songs from Chhoti Chhoti Baatein

Zindagi Kaa Ajab Fasaanaa Hai Lyrics - Chhoti Chhoti Baatein (1965) | Indian Film History