Indian Film History

Is Toote Huye Dil Ka Lyrics

From Chhoti Duniya (1953)

Lyricist
Bekal
Duration
3:04
Is toote huye dil ka Ab kaun sahaara hai Is toote huye dil ka Ab kaun sahaara hai Apne na baney apne Ab kaun hamaara hai Is toote huye dil ka Ae duniya bataa hamko Jaayein to kidhar jaayein Ae duniya bataa hamko Jaayein to kidhar jaayein Hamko to nazar aati Manzil na kinaara hai Apne na baney apne Ab kaun hamaara hai Is toote huye dil ka Jeena bhi agar chaahen Kis aas pe ham jiyein Jeena bhi agar chaahen Kis aas pe ham jiyein Ummeed ke aakash pe Ab chaand na taara hai Apne na baney apne Ab kaun hamaara hai Is toote huye dil ka Ab kis se gila shikwaa Aur kis se shikaayat ho Ab kis se gila shikwaa Aur kis se shikaayat ho Taqdeer ke maaron ko Taqdeer ne maara hai Apne na baney apne Ab kaun hamaara hai Is toote huye dil ka Ab kaun sahaara hai Is toote huye dil ka.

More songs from Chhoti Duniya

Is Toote Huye Dil Ka Lyrics - Chhoti Duniya (1953) | Indian Film History