Ya Khudara Maaf Kar Lyrics | Chicken Curry Law

                        
                        Ya khudara maaf kar
Ya khudara maaf kar
Mera, Mera insaaf kar
Ya khudara maaf kar

Kyun fanta hai samandar
Seene ke ek kone mein
Ho, Kyun fanta hai samandar
Seene ke ek kone mein

Khwa ke gardish khwahishe
Aab aag behti rone mein
Aag behti rone mein

Ya khudara maaf kar
Mera, Mera insaaf kar
Ya khudara maaf kar

Teri nazrein ho karam ab
Maatam-e-halaat hai
Oh, Teri nazrein ho karam ab
Maatam-e-halaat hai

Chal rahi saansein magar
Rooh meri bejaan hai
Rooh meri bejaan hai

Ya khudara maaf kar
Mera, Mera insaaf kar
Ya khudara maaf kar
Ya khudara maaf kar.