Teri Aankhon Ke Siva Duniya Me Rakha Kya Hai Lyrics | Chirag

                        teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai

ye uthe subah chale , ye jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palko ke tale

palko ki galiyo me chehre baharo ke haste hue
hai mere khwabo ke kya kya nagar inme baste hue
palko ki galiyo me chehre baharo ke haste hue
ye uthe subah chale , ye jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palko ke tale
teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai

inme mere aane wale jamane ki tasveer hai
chahat ke kajal se likhi hui meri taqdeer hai
inme mere aane wale jamane ki tasveer hai
ye uthe subah chale , ye jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palko ke tale
teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai

thokar jaha maine khai inhone pukara mujhe
ye hamasafar hai to kafi hai inaka sahara mujhe
thokar jaha maine khai inhone pukara mujhe
ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale
mera jina mera marana inhi palako ke tale
teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai

ye ho kahi inka saya mere dil se jata nahi
inke siva ab to kuch bhi najar mujhko aata nahi
ye ho kahi inka saya mere dil se jata nahi
ye uthe subah chale , ye jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palko ke tale
teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai.