Indian Film History

Dekha Sahab O Sahab Lyrics

From Chor Sipahee (1977)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:27
Aji suna hai tum sabpe Acha banne ko kahte ho Jo jhuthe hai tum un sabse Sacha banne ko kahte hai Dekha sahab o sahab Dekha saheb kahna aasan Kahna aasan Karna kitna mushkil hai Mushkil hai Jaise ho jeena padta hai Padta hai Marna kitna mushkil hai Mushkil hai Dekha saheb ho saheb Dekha saheb kahna aasan Kahna aasan Is mahfil is gali me Ham the gule jinda hai Is mahfil is gali me Ham the gule jinda hai Aap magar khud aaye Aap magar khud aaye Rate ujad gayi bate bigad gayi To abhi in bigdi bato ka Bato ka bato ka Sawarna kitna mushkil hai Mushkil hai Dekha saheb O saheb kahna aasan Kahna aasan Ik din isi juban se Hum bhi yahi kahte the Hum bhi yahi kahte the Tum bhi yahi kahte the Hum bhi yahi kahte the Ke sach pe marenge hum Aahe bharenge hum Ke aaye dono ke haske Ye aahe bharna Aahe bharna kitna mushkil hai Mushkil hai Jaise ho jeena padta hai Padta hai Marna kitna mushkil hai Mushkil hai Dekha saheb ho saheb Dekha saheb kahna aasan Kahna aasan.

More songs from Chor Sipahee

Dekha Sahab O Sahab Lyrics - Chor Sipahee (1977) | Indian Film History