Chura Liya Hai Tumne (Title) Lyrics | Chura Liyaa Hai Tumne

                        
                        Chura liya hai tumne
Aankhon se kaajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dilo ko chura liya hai tumne
Chura liya chura liya
Hai tumne chura liya

O jaana yeh kya kiya tumne

Aankhon se kaajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dilo ko chura liya hai tumne
Chura liya chura liya
Hai tumne chura liya

Zikr tera hawaon se
Jab bhi kiya karte hain
Yaadon mein teri khushboo ka
Hum mazaa liya karte hain
Palkon se neendon ki tarah
Neendon se khwaabon ki tarah
Dilo ko chura liya hai tumne
Chura liya chura liya
Hai tumne chura liya

Chura liya hai chura liya hai
Tumne chura liya hai
Aksar yeh sunte the hum
Ishq to hai deewaanapan
Tum se milke jaan gaye
Sach kehte the log sanam
Hoto se hasi ki tarah
Hasi se khushi ki tarah
Dilo ko chura liya hai tumne
Chura liya chura liya
Hai tumne chura liya
O jaana yeh kya kiya tumne
O jaana yeh kya kiya tumne
Chura liya hai tumne
Chura liya chura liya

Hai tumne chura liya.