Yaadein Yaad Aati Hai Lyrics | Click

                        
                        Nainam chindanti shastrani,
Nainam dahati pavakah

Na cainam kledayantya apo,
Na shoshayati marutah
Yaa…aa dein yaad aati hai
Ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai
Yaa…aa dein yaad aati hai
Ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai

Walhaya….
Yaa…aa dein yaad aati hai
Ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai

Jab dur hote ho tum,
Kyun mujhako dar sa lage
Jab dur hote ho tum,
Kyun mujhako dar sa lage
Raaton ke sannaaton
Mein saaya juda sa lage
Yaa…aa dein yaad aati hai
Jaan meri jaan meri jaan jaati hai


 
Dil ke dariche mein,
Chupake se dastak si ho
Dil ke dariche mein,
Chupake se dastak si ho
Woh teri aahat hai,
Kyun mujhako aisa lage
Yaa…aa dein yaad aati hai
Jaan meri jaan meri jaan jaati hai

Walhaya….
Yaa…aa dein yaad aati hai
Haan jaan meri jaan
Meri jaan jaati hai

Chindanti shastrani,
Nainam dahati pavakah
Na cainam kledayantya apo,
Na shoshayati marutah.