Indian Film History

Kaisa Aaya Hai Zamana Lyrics

From Commander (1959)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:13
Kaisa aaya hai jamana Nahi khane tikana Phir bhi aashiqi ladana Kyu hai na baat maje ki Roj tokre bhi khana Phir bhi baaj nahi aana Kyu hai na baat maje ki Nahi khane tikana Phir bhi aashiqi ladana Kyu hai na baat maje ki Sokh mere husn ko hai Dilo ke sikar ka Kaam lu adao se mai Teer ka khatar ka Sokh mere husn ko hai Dilo ke sikar ka Kaam lu adao se mai Teer ka khatar ka Koi lakh ho gaya na Mera chuke na nishana Kyu hai na baat maje ki Nahi khane tikana Phir bhi aashiqi ladana Kyu hai na baat maje ki Chote mote aadmi Ka yaha kya sawal hai Pyar me to bade bado Ka bhi yehi haal hai Hai ye pyar ka khajana Kabhi rona kabhi khana Kyu hai na baat maje ki Nahi khane tikana Phir bhi aashiqi ladana Kyu hai na baat maje ki Aur ek baat bade majhe ki batau mai Aashiqo ko naye naye naam se bhulau mai Aur ek baat bade majhe ki batau mai Aashiqo ko naye naye naam se bhulau mai Mera galiya sunana Unka taliya bajana Kyu hai na baat maje ki Nahi khane tikana Phir bhi aashiqi ladana Kyu hai na baat maje ki.

More songs from Commander

Kaisa Aaya Hai Zamana Lyrics - Commander (1959) | Indian Film History