Indian Film History

Iraade Kar Buland Lyrics

From Commando 3 (2019)

Duration
3:16
Leke haatho mein jalti mashaal Aag bharta jale Kadmo ki dhool se bawandar bana ke Aage badhta chale Hai buland aashman se tera haushla Ho jaaye jo bhi haal aab tu karle faishla Iraade kar buland, khauf ko pachaad de Leke saath sabko aaj ek dahaad de Iraade kar buland, khauf ko pachaad de Leke saath sabko aaj ek dahaad de 1-2-3-yeah Aankho mein dekhe wo saare jo khwab hai Pura use karle what? Haatho mein leke tu haath ek duje ka Chattano se lad le Kabhi na ruk, kabhi na hatt Kabhi na jhuk, kabhi na dar Lakeer bana de tu khud in haatho ki Waqt tera karle Jee le tu shaan se Ladd ja tufaan se Aaj mauka hai kuch kar jaa re Joor deke junoon ban ja re Likh de taqdeer khud haatho se Milke saath falak chad ja re Jod ke ek aur ek 11 bana ke Tu saara jahaan jeet le what? Nafrati deewar todd de saari Tu parcham yahan gaad de Kabhi na ruk, kabhi na hatt Kabhi na jhuk, kabhi na dar Lakeer bana de tu khud in haatho ki Waqt tera karle Hai buland aashman se tera haushla Ho jaaye jo bhi haal aab tu karle faishla Iraade kar buland, khauf ko pachaad de Leke saath sabko aaj ek dahaad de Iraade kar buland, khauf ko pachaad de Leke saath sabko aaj ek dahaad de Iraade kar buland, khauf ko pachaad de Leke saath sabko aaj ek dahaad de Iraade kar buland, khauf ko pachaad de Leke saath sabko aaj ek dahaad de .

More songs from Commando 3

Iraade Kar Buland Lyrics - Commando 3 (2019) | Indian Film History