Indian Film History

Aasman Se Zameen Pe Lyrics

From Daadagiri (1997)

Duration
4:45
Taqdeer Banai Mere Maalik Ne Sabhi Ki Jo Aadami Jis Cheez Ke Kaabil Nazar Aaya Bulbul Ko Diya Nala To Parwane Ko Jhalna Gham Mujhko Diya Sabse Jo Mushkil Nazar Aaya Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein O Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein O Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein Mere Gham Ki Toh Koi Bhi Simaa Nahi Kis Ko Aawaaz Doon Koi Bhi Apna Nahi Mere Gham Ki Toh Koi Bhi Simaa Nahi Kis Ko Aawaaz Doon Koi Bhi Apna Nahi Tu Hi Kehde Zara Tu Hi Kehde Zara Kis Taraf Jaaun Main Ked Mein Phas Gayi Koi Rastaa Nahi Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein O Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein O Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein Is Gareebi Ki Deewar Ne Yeh Kya Kiya Mere Mehboob Se Bhi Na Milne Diya Is Gareebi Ki Deewar Ne Yeh Kya Kiya Mere Mehboob Se Bhi Na Milne Diya Woh Kahin Bhi Rahe Woh Kahin Bhi Rahe Woh Salaamat Rahe Dil Use Abhi Deta Hain Har Dam Duan Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein Aasman Se Zameen Pe Utara Hamein O Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein O Duniyawale Zindagi De Ke Kyon Mara Hamein.

More songs from Daadagiri

Aasman Se Zameen Pe Lyrics - Daadagiri (1997) | Indian Film History