Indian Film History

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal (Slow Version) Lyrics

From Daag (1952)

Lyricist
Shailendra
Duration
5:29
ae mere dil kahi aur chal gam ki duniya se dil bhar gaya dhundh le ab koyi ghar nayaa ae mere dil kahi aur chal gam ki duniya se dil bhar gaya dhundh le ab koyi ghar nayaa ae mere dil kahi aur chal chal jahaa gam ke maare naa ho jhuthi aashaa ke taare naa ho chal jahaa gam ke maare naa ho jhuthi aashaa ke taare naa ho jhuthi aashaa ke taare naa ho un bahaaron se kyaa faayda jis mein dil ki kali jal gayi jakhm fir se haraa ho gaya ae mere dil kahi aur chal chaar aansu koi ro diyaa fer ke muh koi chal diyaa chaar aansu koi ro diyaa fer ke muh koi chal diyaa fer ke muh koi chal diyaa loot raha thaa kisi kaa jahaa dekhati rah gayi ye jamin chup rahaa beraham aasmaa ae mere dil kahi aur chal gam ki duniya se dil bhar gaya dhundh le ab koyi ghar nayaa ae mere dil kahi aur chal

More songs from Daag