Sehmi Hai Dhadkan Lyrics | Daas Dev

Lyricist : Dr Sagar
Music Director : Sudhir Mishra , Vipin Patwa
Singer : Atif Aslam
                        
                        Khwabon ki duniya mukammal kahaan hai
Jeene ki khwahish mein marna yahaan hai

hmm…

Manzil yahi hai, yahi kaarwan hai
Jeene ki khwahish mein marna yahaan hai

Sar par uthaya hai kyun aasmaan ko
Agar badh hai jaati teri dhadkane…

Sehmi hai dhadkan
Sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan
Toh kya ho gaya

Sehmi hai dhadkan
Sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan
Toh kya ho gaya

Purani kitaabon ke panne sabhi
Gawahi yahaan dene aa jaayenge
Khayalon mein yaadon ke aakar ujaale
Sabhi daagh dil ke mita jaayenge

Kisko fikar hai tumhari yahaan par
Agar badh hai jaati teri dhadkane…

Sehmi hai dhadkan
Sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan
Toh kya ho gaya

Sehmi hai dhadkan
Sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan
Toh kya ho gaya